🎹 Chordroom

Your Song Chords & Lyrics Database

Duniya Jise Kehte Hain - Jagjit Singh Chords

Chords: G#, C#, D#, A#m

More chords by Jagjit Singh

Genre: classical, ghazal, bollywood

G# C# D# G# C#
Duniya jise kehte hai, jaado ka khilona hai
D# G#
Mil jaaye to mitti hai, kho jaaye to sona hai
A#m C#
Achha sa koi mausam, tanha sa koi aalam
D# G#
Har waqt ka rona to, bekaar ka rona hai
A#m C#
Barsaat ka baadal to deewana hai kya jaane
D# G#
Kis raah se bachna hai, kis chhat ko bhigona hai
A#m C#
Gham ho ke khushi dono kuch der ke saathi hai
D# G#
Phir rasta hi rasta hai, hasna hai na rona hai
G# C# D# G# C#
Duniya jise kehte hai, jaado ka khilona hai
D# G#
Mil jaaye to mitti hai, kho jaaye to sona hai
A#m C#
Ye waqt jo tera hai, ye waqt jo mera hai
D# G#
Har gaam par pehra hai, phir bhi ise khona hai
A#m C#
Aawara mijaji ne phela diya aangan ko
D# G#
Aakash ki chaadar hai, dharti ka bichona hai

ChordRoom - Free Guitar & Piano Chords