Bheegi Raat - Dil Jo Na Keh Saka - Misc Soundtrack Chords
Chords: F, C, G, A#
More chords by Misc Soundtrack
Genre: romantic, classical, bollywood
[Verse 1]
F
Dil jo naa kah sakaa Wohi raaz-e-dil kahne
C F G F
ki raat ..aa.. ..yi..
F
Dil jo naa kah sakaa
F
Wohi raaz-e-dil kahne
C F G F
ki raat ..aa.. ..yi..
[Verse 2]
F C
Naghma sa koyi jaag utha badan me
F C
Jhankar ki si tharthari hai tan me
C F
Jhankar ki si tharthari hai tan me
A# F
Ho mubarak tumhe kisi ki
F
larajti si baahon mein
F C F G F
Rahne ki raat ..aa.. ..yi..
F
Dil jo na kah saka...
[Verse 3]
F C
Taubaa ye kis ne anjuman sajaa ke
F C
Tukde kiye hain guncha-e-wafaa ke
C F
Tukde kiye hain guncha-e-wafaa ke
A# F
Ho uchhaalo gulon ke tukde
F
Ke rangeen fizaaon mein
F C F G G
Rahne ki raat ..aa.. ..yi..
F
Dil jo na kah saka...
[Verse 4]
F C
Chaliye mubaarak jashn dosti kaa
F C
Daaman to thaamaa aap ne kisi kaa
C F
Daaman to thaamaa aap ne kisi kaa
A# F
Ho hamen to khushi yahi hai
F
Tumhen bhi kisi ko apnaa
C F G F
kahne ki raat ..aa.. ..yi..
F
Dil jo na kah saka...
[Verse 5]
F C
Saagar uthaao dil kaa kis ko gham hai
F C
Aaj dil ki qeemat jaam se bhi kam hai
C F
Aaj dil ki qeemat jaam se bhi kam hai
A# F
Ho piyo chaahe khoon-e-dil ho
F
Ke peete pilaate hi
More Misc Soundtrack Songs
ChordRoom - Free Guitar & Piano Chords