Dil Dhundta Hai - Vital Signs Chords
Chords: Am, G, A, F, Dm, Gm, Bb, C, D
More chords by Vital Signs
Genre: rock, pop, bhangra
[Intro]
Am G A Am F
[Verse 1]
F Dm
jub say hum hoey jawan
Jane kho gai kahan
G Am
sharmane ghubranay wali larkiyan
Dm
payalon ko choriye choorihon ko choriya
G Gm Am
kanon mein na dhoondiye ub koi baaliyan
Bb C
honton pay na dhoondhiya ub khamoshian
[Chorus]
Am Bb
dil dhoondta hai wohi zamana
C F
jis ka suna hum ne dekha nai
Am Bb
dil chahta hai wohi zamana
C F
jis ka suna hum ne dekha nai
[Verse 2]
Dm
sawan kay jhoolay gaye
G
mehndi ki ratein gaein
G
chup chup kay khut liya
F
chat pay aana gyaa
Dm
woh raton ko jaagna
aur takiyon ka bheegna
G Gm Am
Ankhon say waaday honton say kasmein gaein
Bb C
chahat mein jaan dene ki rasmein gaein
[Chorus]
Am Bb
dil dhoondta hai wohi zamana
C F
jis ka suna hum ne dekha nai
Am Bb
dil chahta hai wohi zamana
C F
jis ka suna hum ne dekha nai
F Dm G
Dekha nai dekha nai dekha nai
[Verse 3]
G Dm
jub say hum hoey jawan
A G
Jane kho gai kahan
D G Am
sharmane ghubranay wali larkiyan
More Vital Signs Songs
ChordRoom - Free Guitar & Piano Chords