Faryaad - Bayaan Chords
Chords: C, Em, F#, A, G, Am, D, Bm, E, B
More chords by Bayaan
Genre: sufi, middle eastern, world
[Intro]
C Em
(Plucking 6,4,3)
[Chorus]
Em F# C
Kis ne lagaai aag hai?
Em A Em C
Rab ka jahan barbaad hai
Em
Kis ne lagaai aag hai?
G
Barpa kyun har su fasaad hai?
C Em
Rab ka jahan barbaad hai!
Em
Shammay jalaae khoon se
G
Ujlay kal ki aas kay
C Em
Phir kyun cha'ai raat hai?
[Humming]
Em C
Em C Am D G
Bm Am G
[Verse]
G Em
Phir se duniya mein aanay ka agar
G Em
Tum ko woh ikhtiyaar day
G D Em
Ab ke zadd mein de day sholon' ki ghar
G D Em
Bolo kya tum aaoge?
C G Bm
Nanhay dilon ki siskion ki lorion mein sona paray
C
Subh bhi kaali raakh kay
Bm D
Pardon kay peechay sehmi daray
Am
Aur jo cheekho
G D
Tou sadaaein aasmaan' pay jaa kay bhi murein
Bm
E G
Hoti nahi charagari
G
Dum ghont'ti hai be-basi
C D Em
Raaegaan' faryaad hai
Em
Haathon say aankhein dhaap kay
G
Kehta hun apnay aap say
C D
Jaag aaegi ye khawaab hai
[Chorus]
More Bayaan Songs
ChordRoom - Free Guitar & Piano Chords