De De Pyaar De - Chale Aana - Misc Soundtrack Chords
Chords: F#m, E, D, C#m, Bm, C#, Chale, Aana, Bhale, Doori
More chords by Misc Soundtrack
Genre: pop, rock, bollywood
[Intro]
F#m E D x2
[Verse 1]
F#m E
Judaa hum ho gaye maana
C#m D
Magar yeh jaan lo jaana
F#m E D
[Chorus]
F#m E
Judaa hum ho gaye maana
C#m D
Magar yeh jaan lo jaana
Bm E
Kabhi main yaad aaun to
C#m D E
Chale aa na, chale aana
F#m E
Tumhein main bhool jaunga
C#m D
Yeh baatein dil mein na lana
Bm E
Kabhi main yaad aaun to
C#m D E
Chale aana, chale aana
[Instrumental]
F#m E C#m D Bm E C# D E x2
[Verse 2]
F#m E D
Tha kaun mera, ek tu hi tha
F#m E
Saanson se zyada jo zaruri tha
D E C#m
Tere liye main kuchh nahi lekin
D E
Mere liye tu mera sab kuchh tha
F#m E
Nahi jaana bhula karke
C#m D
Yeh baatein tum hi kehte the
Bm E
Rahi khushiyaan nahi meri
C# D
Ke tum bhi waqt jaise the
F#m E
Tumhara Tha Rahega Bhi
C#m D
Kare Kya Dil Hai Deewana
Bm E
Kabhi Main Yaad Aayun Ton
C#m D E
Chale Aana Chale Aana
More Misc Soundtrack Songs
ChordRoom - Free Guitar & Piano Chords