Kaatay Na Katay - Aima Baig Chords
Chords: A, D, G, C, F#m, E, C#m, Bm, Em
More chords by Aima Baig
Genre: pakistani, pop, folk
[Verse 1]
A
O be-khabar tujh ko kya fiqar
D G D
Kaisa ho gaya hai yeh mujh pe jo asar
C A
Main luti haan luti Main saari bas tere liye
A
Sun sitam-gar kuchh to reham kar
G
Mar jaaungi main na tu mila agar
D C A
Sohne sapnon ki duniya sajaayi maine tere liye
[Chorus]
A G
Yoon na sata dil naa jala
F#m G
Tere Ishq mein hoon main mubtala
A G
Deedaar kara de haaye
D E
Ik baar phir mujhe pyaar de
A G D A
Kaate naa kate re ratiyaan saiyaan intizaar mein
A G D A
Kaate naa kate re ratiyaan saiyaan intizaar mein
D C#m
Haaye haaye main to mar gayi be-dardi tere pyaar mein
A D A
Oye hoye main to mar gayi be-dardi tere pyaar mein
G D
Kaate naa kate re ratiyaaan aaan…
[Verse 2]
A
Hoon be-sabar mujh ko hai yeh ḍar
G
Bhool jaana naa mujhe sun o dilbar
D C A
Har sukoon har khushi lutaayi main ne tere liyeeeee…
[Verse 3]
A D
Din rain tere sapnon mein rahoon
C#m D A
Tu aaye na jaaye main ka se kahoon ooon
D
Din rain tere sapnon mein rahoon
C#m A
Tu aaye na jaaye
F#m A D
O kaahe sataaya tu ne
A D
Sapna dikhaaya tu ne
E
Sapna dikhaaya…
[Chorus]
A G
Yoon na sata dil naa jala
F#m G
Tere Ishq mein hoon main mubtala
ChordRoom - Free Guitar & Piano Chords