🎹 Chordroom

Your Song Chords & Lyrics Database

Tu Jhoothi Main Makkaar - Pyaar Hota Kayi Baar Hai - Misc Soundtrack Chords

Chords: Dm, Am, Bb, C, F, Go,, Go, Bolo

More chords by Misc Soundtrack

Genre: hindi, romantic, comedy


[Verse 1]
Dm Am Dm Am
Ishaq mere yaara, Tu kar le dobaaara
Dm Am Dm Am
Bas ik bar mein hi, Bhare na dil bechara
Am Bb Am Bb
Sang rehne ke shaam saavere, Kya karne hain vaade bathere
Am C Am Dm
Hai zindagani agar char din ki, Toh lene hi kyun saat pehre
Am Bb Am Bb
Tu ne jawaani mein seekha, Na jaane kahan ka Saleeqa
Dm Bb C
Jo pehle hi break up mein dil ne tere give up kar diya

[Chorus]
Dm F Am
Ek baar hi kiya toh yaaron Pyaar kya kiya
Dm Am C
Ek baar hi kiya toh yaaron Pyaar kya kiya
Bb Dm
Pyaar hota hota hota kayi baar hai
Dm F Am
Sirf ek pe kiya toh dil nisaar kya kiya
Dm Am C
Sirf ek pe kiya toh dil nisaar kya kiya
Bb Dm
Pyaar hota hota hota kayi baar hai
Bb Dm
Pyaar hota hota hota kayi baar hai

[Instrumental]
Dm Bb

[Verse 2]
Dm C Bb
Pehli mohabbat mein toh, lagta yahi hai darling
Am Bb Am
Mar jaunga jo mujhko ye na mili
Dm C Bb
Agli dafa mohabbat hoti hai toh lagta hai
Am C Bb Am
Yeh wali mujhko pehle kyun na mili
Dm C Bb Am
Woh dil kya bhala... Jo toota na kabhi
Am C Dm
Pehli dafaa chot kha ke,
Am C Dm
Kyun dil ko lagana hi chhodein
Am C Am Dm
Sab kuch mohabbat mein chalta hai toh, kyun na do chaar dil hum bhi todein
Am Bb Am Bb
Tu ne jawaani mein seekha, Na jaane kahan ka Saleeqa
Dm Bb C
Jo pehle hi break up mein dil ne tere give up kar diya

[Chorus]
Dm F Am
Ek baar hi kiya toh yaaron Pyaar kya kiya

More Misc Soundtrack Songs

ChordRoom - Free Guitar & Piano Chords