Baarish Aayi Hai - Rito Riba Chords
Chords: F, Dm, Am, C, Gm, Bb
More chords by Rito Riba
Genre: bollywood, romantic, sad
[Verse 1]
F Dm Am C Dm
Bheeg jaaanay ko sang tere mera jee chahay,
F Dm Am C Dm
Saawan hai kitne tere bin maine bitaaye,
F Dm Am C
Dil ko hai aitbaar mujhe tera hai intejaar,
F Dm Am C
Dede yaara mujhko kuchh lamhay tuu udhaar.
Gm C Dm Bb
Bharlu tujhey... baaho may mai,
F C Am C
Mausam ne aisi... li angdaai hai.
[Chorus]
F Am C Dm
Baarish aayi hai, baarish aayi hai,
C Am Dm
Boondon may bharke chahat laayi hai.
F Am C Dm
Baarish aayi hai, baarish aayi hai,
C Am Dm
Mohabbat laayi jo... baarish aayi hai.
[Verse 2]
F C Dm
Meri Rooh may utraa hua ishq gehraa dikhega,
F C Dm
Dil may mere dekhoge toh tera cehraa dikhega,
F Am C Dm
Tu dunia ko dekhay, mai dekhu Tujhey,
F Am C Dm
Tumse umeeday kyun itni mujhey.
Gm C Dm Bb
Na aayein yakeen, Kahin khaab toh nahi,
F C Am C
Kaisi lagan mere dil ko lagai hai.
[Chorus]
F Am C Dm
Baarish aayi hai, baarish aayi hai,
C Am Dm
Boondon may bharke chahat laayi hai.
F Am C Dm
Baarish aayi hai, baarish aayi hai,
C Am Dm
Mohabbat laayi jo... baarish aayi hai.
[Outro]
F C F C Am Dm
Hm... Nasheelisi, naheelisi, baarish aayi hai,
F C F C Am Dm
Hm... Gulaabisi, gullabisi, baarish aayi hai.
More Rito Riba Songs
ChordRoom - Free Guitar & Piano Chords