🎹 Chordroom

Your Song Chords & Lyrics Database

Kashmir Ki Kali - Yeh Chand Sa Roshan Chehra - Misc Soundtrack Chords

Chords: F, C, Bb, Dm

More chords by Misc Soundtrack

Genre: classical, film score, instrumental

[Chorus] x2
F
Yeh chaand saa roshan chehra,
C
Zulfon kaa rang sunahara,
F
Yeh jheel si nelee aankhein,
C
Koi raaz hain in mein gahara,
F Bb C F
Taareef karun kya uski, jis ne tumhe banaaya

[Verse 1]
F Dm F
Ek cheez kayaamat bhi hai,
Bb C
Logon se suna karate thein,
F Dm F
Tumhe dekh ke maine manaa,
Bb C
Wo thik kaha karate thein,
Bb F
Wo thik kaha karate thein!

[Hook]
F
Hai chaal mein teri zaalim,
C
Kuchh aisi bala ka jaadoo,
F
Sau baar sambhala dil ko,
C
Par ho ke raha bekaaboo,
F Bb C F
Taareef karon kya uski, jis ne tumhe banaaya

[Chorus]
F
Yeh chaand saa roshan chehra,
C
Zulfon kaa rang sunahara,
F
Yeh jheel si nelee aankhein,
C
Koi raaz hain in mein gahara,
F Bb C F
Taareef karun kya uski, jis ne tumhe banaaya

[Verse 2]
F Dm F
Har subha kiran ki laali,
Bb C
Hain rang tere gaalon kaa,
F Dm F
Har shaam ki chaadar kaali,
Bb C
Saaya hain tere baalon ka
F Dm F
Har subha kiran ki laali,
Bb C
Hain rang tere gaalon kaa,
F Dm F
Har shaam ki chaadar kaali,

More Misc Soundtrack Songs

ChordRoom - Free Guitar & Piano Chords