Yaadein - Hasan Raheem Chords
Chords: A, C#m, F#m, D, Dm
More chords by Hasan Raheem
Genre: pakistani, pop, romantic
[Verse 1]
A
Main dooba raha
C#m
Tu neelay samandar ka paani main dooba raha
F#m
Dil tang kiya tera khud aisa afsurda raha
D
Ab dil qaid mera tu hi tha kinara mera
Dm
Kinara mera
[Verse 2]
A
Main day na saka
C#m
Wo lamhey khushi kay tujhe main jo day na saka
F#m
Tu mera sitara teri roshni le gaya
D
Nawazish hai teri jo tune sambhaala bara
Dm
Sambhaala bara
[Chorus]
A
Yaad aye wo raat
C#m
Khulay tere raaz
F#m
Tera wo izhaar
D Dm
Dil huwa tha baagh baagh
[Verse 3]
A
Tum phool meray
In kanton kay rasto pay tum hi thay phool meray
C#m
Main sochon main gum tha aur tuje gawaata raha
F#m
Ab band dil ki kothi
D
Tu hy tha darwaaza mera
Dm
Darwaaza mera
[Verse 4]
A
Kay ab tu meri na
C#m
Suna hai koi agaya kay ab tu meri na\
F#m
Dua meri wo laye sabhi jo bhi tu chahey na
D
Jo roshni main legaya tha wohi laye ga
Dm
Wohi laye ga
[Chorus]
A
Yaad aye wo raat
C#m
Khulay tere raaz
More Hasan Raheem Songs
ChordRoom - Free Guitar & Piano Chords