Farda - Bayaan Chords
Chords: Bayaan, Faisal, D, DU, Dm, A#, F, C, Am
More chords by Bayaan
Genre: ethnic, world, folk
Singer: Bayaan
Song Title: Farda
Author: Faisal Mumtaz
Strumming Pattern:
D UDUD UDUD DU
Chords:
Dm A# F C Am
Dm A#
Tu sabr hai, abr hai
F Am
Karam ki tarah barasta hua
Dm A#
Chal yaad ki aghosh mein
F Am
Ghamoun ko chupa k hansta hua
A# C
Ab wafa fanaa, hayaa fanaa Sach hai aur yeh
F Am
Saara sheher apni rahatoun ki dhunn mein
Dm
beykhabar
A#
Hai magar Ab bhi aksar
F C
Panchi hawaoun mein zindagi k naghmay buntay hain
Dm A#
Farda o Farda kya sochta hai
F C
Haal e adam se kyun badgumaan hai
Dm A#
Qatra Qatra zindagi hai
F C
Baarish mein bheega tera jahan hai
Dm A#
Kyun noor se duur hai
F Am
Kiyon chup k bhanwar mein gumm hai kaheen
Dm A#
Kyun dil mein jo alfaaz hain
F Am
Suron pe sajaa k kehtay naheen
Dm Am A# C Am
Taareekion mein jo dooba hai ghar
Dm Am A# C
Subah ki lau bhi jalay gi magar
A# C
Ke Ab wafa fanaa, hayaa fanaa Sach hai aur yeh
F Am
Saara sheher apni rahatoun ki dhunn mein
Dm
beykhabar
A#
Hai magar Ab bhi aksar
F C
Panchi hawaoun mein zindagi k naghmay buntay hain
Dm A#
Farda o Farda kya sochta hai
More Bayaan Songs
ChordRoom - Free Guitar & Piano Chords